Saathiya, saathiya
Pagle se dil ne ye kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil to uda uda re aasman me badalon ke sang
Ye to machal machal ke ga raha hai sun nayi si dhun
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Acchi lagey dil ko mere har teri baat re
Saya tera bann ke chalu itna hai khwaab re
Kandhe pe sar rakh ke tere katt jaaye raat re
Beete din thame tere hantho me hanth re
Ye kya hua mujhe mera ye dil fisal fisal gaya
Ye kya hua mujhe mera jahaan badal badal gaya
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Neendhe nahi chaina nahi badlu main karwate
Taare ginu ya main ginu chadar ke sarwate
Yaadon me tu khwaabon me tu teri hi chahate
Jaaun jidar dhunda karun teri hi aahate
Ye jo hai dil mera ye dil suna na keh raha yehi
Wo bhi kya zindagi hai zindagi ki jis me tu nahi
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Saathiya, saathiya
Pagle se dil ne ye kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil to uda uda re aasman me badalon ke sang
Ye to machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil to thag hai bada
Badmash dil ye tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
0 Comments